Read and share Urdu sad poetry which is most important Urdu poetry. Urdu sad poetry makes you relax when you are lonely. Urdu sad poetry is used to show your sad feelings to someone in form of Urdu Poetry in Urdu Language. Urdu is our national language and to express feelings in our local language is most effective and responsive. So sad urdu poetry is best way to impress your lovers and friends.
Best Urdu sad poetry collection to inspire you
Here is a best collection of Urdu sad poetry which is given Below.
- Kisi Aur Ko Mere Haal Se Na Gharz Hai Na Koi Waasta
Main Bikhar Gaya Hun Sameet Lo, Main Bigar Gya Hun Sanwaar Do - Dunya Mein Hun Dunya Ka Talabgar Nahi Hun
Bazaar Se Guzra Hun Kharedar Nahi Hun Pata Ab Tak Nahi Badla Hamara
Wohi Ghar Hai Wohi Qissa Hamara- Ho Maloom To Aana Mayat Pe Meri
Tera Dil Hai Door, Door Ghar Nahi Yahan Kisi Ko Bhi Kuch Hasb-E Aarzo Na Mila
Kisi Ko Ham Na Milay Aur Ham Ko Tu Na Mila- Khud-Garz Hota Tu Hajoom Hota Sath
Mukhlis Hun Iss Liye Tu Tanha Hoon
urdu sad poetry always inspire the sad souls to read the best sad poetry
- Aany Ki Khsuhi Hai Alag, Jany Ka Gham Alag
Kisi Ki Khsuhi Zaat Meri, Kis Pe Sitam Alag
Dekh Ke Veraani Meri Roye Jahan Sara
Apna Jisay Samjha, Karta Hai Tabassam Alag
Larta Hun Main Zamane Se Us Ke Naam
Us Ke Dil Mein Hai Abhi Waham Alag
Aamir Mein Hun Yahan, Dil Hai Wahan
Roh Hai Alag Meri, Hai Jisam Alag - Kuch Baat Hai Ke Aaj Khayal E Yaar Aya
Aik Bar Na Hi Balky Bar Bar Aya
Bhol Chuka Tha Sab Chotain Dil Ki
Ye Kia Ke Phir Wo Zakhm Figar Aya
Wo Zamane Ki Sazish, Wo Apno Ka Sitam
Kuch Nahi Bas Yaad Ik Ik Waar Aya
Btaye Tu Koi Ja Ke Ke Koi Sahab Ko
Chalte Chalte Yahan Tak Us Ka Talabgar Aya
Aamir Na Ker Jeet Ki Lagan Ab
Jane Kab Ka Hai Tu Har Aya Wese Tu Ik Aanso Hi Baha Kar Mujhe Le Jaye
Aise Koi Tufan Hila Bhi Nahi SaktaJab Hoya Zikar Zamane Mein Mohabat Ka Shakeel
Mjuh Ko Apne Dil-E Nakam Pe Rona Aya
1 Comment
[…] and show your sad thoughts, sad feelings and sad emotions to your beloved one’s and others. Urdu Sad Poetry is a well known and great term in poetry in Urdu […]