Ek Dil Hai Jo Har Lamha Jalane Ke Liya Hai, Jo Kuch Hai Yahan Aag Lagan Ke Liye Hai اِک دل ہے جو ہر لمحہ جلانے کے لئے ہے جو کچھ ہے یہاں آگ لگانے کے لئے ہے

Urdu poetry to express sad feelings and emotions
Ek Dil Hai Jo Har Lamha Jalane Ke Liya Hai, Jo Kuch Hai Yahan Aag Lagan Ke Liye Hai اِک دل ہے جو ہر لمحہ جلانے کے لئے ہے جو کچھ ہے یہاں آگ لگانے کے لئے ہے
Kaun Iss Ghar Ki Dekh Bhaal Kare, Roz Ek Cheez Tut Jaati Hai کون اس گھر کی دیکھ بھال کرے روز اک چیز ٹوٹ جاتی ہے
ہم سُنے اور سُنائے جاتے تھے رات بھر کی کہانیاں تھے ہم Dil Guman Tha Gumaniyan thay hum haan miyan dastaniyan thay hum ham sune aur sunaye jaate thay raat bhar ki kahaniyan thay hum jaane ham kis ki bo-ud ka thay saboot jaane kis ki nishaniyan thay hum chhorte kyun na hum zameen apnī aḳhirash asmaniyan thay hum zarra bhar bhī na thi numud apni aur phir bhī jahaniyan thay hum hum na thay ek aan ke bhi magar …
Mujhse Milne Ko Aap Aaye Hain, Bethiye Main Bula Kar Laata Hun مجھ سے ملنے کو آپ آئے ہیں ؟ بیٹھیئے میں بُلا کے لاتا ہوں
Woh Jo Rehti Thi Dil Muhalle Mein, Phir Woh Larki Mujhe Mili Hee Nahi وہ جو رہتی تھی دل محلے میں، پھر وہ لڑکی مجھے ملی ہی نہیں
Tund Lamhon Se Toot Phut Ke Main, Teri Baahon Mein Aan Parta Hun تند لمحوں سے ٹوٹ پھوٹ کے میں تیری بانہوں میں آن پڑتا ہوں
Kamsani Mein Bahut Shareer Thi Woh, Ab Toh Shetaan Ho Gayi Hogi کمسنی میں بہت شریر تھی وہ اب تو شیطان ہو گئی ہوگی