Kuch zaroorat se kam kia gaya hai Tere jany ka ghum kiya gaya hai کچھ ضرورت سے کم کیا گیا ہے تیرے جانے کا غم کیا گیا ہے The post Kuch zaroorat se kam kia gaya hai appeared first on Urdu Poetry.

Urdu poetry to express sad feelings and emotions
Kuch zaroorat se kam kia gaya hai Tere jany ka ghum kiya gaya hai کچھ ضرورت سے کم کیا گیا ہے تیرے جانے کا غم کیا گیا ہے The post Kuch zaroorat se kam kia gaya hai appeared first on Urdu Poetry.
Is ek dar se khuwab dekhta nahin – Urdu Poetry /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Is ek dar se khuwab dekhta nahin Jo dekhta hoon mein wo bholta nahin اس ایک ڈر سے خواب دیکھتا نہیںجو دیکھتا ہوں میں وہ بھولتا نہیں
Qadam rakhta hau jab ratson pe yaar ahista ahista – Urdu Poetry /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Qadam rakhta hau jab ratson pe yaar ahista ahista Tu chat jata hai sab gird o gubaar ahista ahista قدم رکھتا ہے جب رستوں پہ یار آہستہ آہستہتو چھٹ جاتا ہے سب گرد و غبار آہستہ آہستہ …
Tum kia janoo us dariya pe kia guzri – Urdu Poetry /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Tum kia janoo us dariya pe kia guzri Tum ne tu bas paani bharna chor diya تم کیا جانو اُس دریا پہ کیا گزریتم نے تو بس پانی بھرنا چھوڑ دیا
Tujh ko paane mein masaeel yeh hai – Urdu Poetry /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Tujh ko paane mein masaeel yeh hai Tujh ko khone ke waswasy rahe gy تجھ کو پانے میں مسئلہ یہ ہےتجھ کو کھونے کے وسوسے رہیں گے
Tareekiyon ko aag lagy aur diya jaly – Urdu Poetry /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Tareekiyon ko aag lagy aur diya jaly Yeh raat been karti rahy aur diya jaly تاریکیوں کو آگ لگے اور دیا جلےیہ رات بین کرتی رہے اور دیا جلے
kon aaye ga bhala meri eyaddat ke liye – Urdu Poetry /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ kon aaye ga bhala meri eyaddat ke liye Bas isi khauf se bemar nahi hota mein کون آے گا بھلا میری عیادت کے لئےبس اسی خوف سے بیمار نہیں ہوتا میں
Mery gaon mein mujhe dekhny aaya hoga – Urdu Poetry /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Mery gaon mein mujhe dekhny aaya hoga Sier karne tu kaghan bhi ja sakta tha میرے گائوں میں مجھے دیکھنے آیا ہوگاسیر کرنے تو کاغان بھی جا سکتا تھا
Us ne dushmano ko bakhabar rakha hua hai – Urdu Poetry /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Us ne dushmano ko bakhabar rakha hua hai Yeh tu ne jis ko apna keh ke ghar rakha hua hai اُسی نے دشمنوں کو با خبر رکھا ہوا ہےیہ تونےجس کواپناکہہ کہ گھررکھاہواہے
Mein ne jo kuch bhi socha hua hai wo mein waqt aany par kar jaon ga – Urdu Poetry /Tehzeeb Hafi Poetry/Two Line Shayari/ Mein ne jo kuch bhi socha hua hai wo mein waqt aany par kar jaon ga Tum mujhe zehar lagty ho aur mein kisi din tumhy pee kar mar jaon ga …