Hum is liye bhi tujhe haal dil nahi kehty – Urdu Poetry Hum is liye bhi tujhe haal dil nahi kehty Ke apne sath tujhe soogvar kia karna ہم اس لیے بھی تجھے حال دل نہیں کہتےکہ اپنے ساتھ تجھے سوگوار کیا کرنا

Urdu poetry to express sad feelings and emotions
Hum is liye bhi tujhe haal dil nahi kehty – Urdu Poetry Hum is liye bhi tujhe haal dil nahi kehty Ke apne sath tujhe soogvar kia karna ہم اس لیے بھی تجھے حال دل نہیں کہتےکہ اپنے ساتھ تجھے سوگوار کیا کرنا
Dil ko is sabar par kuch dat tu de ke is ne – Urdu Poetry Dil ko is sabar par kuch dat tu de ke is ne Tujh ko kho kar bhi meri jaan qayamat nahin ki دل کو اس صبر پر کچھ داد تو دے کہ اس نےتجھ کو کھو کر بھی میری جان …
Rafta rafta zindagi yeh ho rahi hai benaqab – Urdu Poetry Rafta rafta zindagi yeh ho rahi hai benaqab Rafta rafta dil ke jazbe dhal rahe hai doston رفتہ رفتہ زندگی یہ ہو رہی ہے بے نقابرفتہ رفتہ دل کے جذبے ڈھل رہے ہیں دوستوں
Tum kia mita gy dil sehra ki pyaas ko – Urdu Poetry Tum kia mita gy dil sehra ki pyaas ko Jan jahan yeh kaam tu dariya na kar sake تم کیا مٹاو گے دل صحرا کی پیاس کوجان جہاں یہ کام تو دریا نہ کر سکے
Dil mery tu hi hosla hai mera – Urdu Poetry Dil mery tu hi hosla hai mera Tu bhi hai hosla na ho jaye دل مرے تو ہی حوصلہ ہے مراتو بھی بے حوصلہ نہ ہو جائے
Dil khush hai tere baad bhi lekin yun hai ke ab – Urdu Poetry Dil khush hai tere baad bhi lekin yun hai ke ab Dil ko khushi ka wesa saliqa nahin raha دل خوش ہے تیرے بعد بھی ، لیکن یوں ہے کہ ابدل کو خوشی کا ویسا سلیقہ نہیں رہا …
Log maane ya na maane sirf dil kaafi nahin – Urdu Poetry Log maane ya na maane sirf dil kaafi nahin Ishq karne ke liye seeny mei darya chahiye لوگ مانیں یا نہ مانیں ، صرف دل کافی نہیںعشق کرنے کے لیے سینے میں دریا چاہیئے
Aaj mehfil mein tere zikar pe dharka bhi nahi – Urdu Poetry Aaj mehfil mein tere zikar pe dharka bhi nahi Dil kam bakhat tere naam pe mar mitta tha آج محفل میں تیرے ذکر پہ دھڑکا بھی نہیں دل کم بخت تیرے نام پہ مر مٹتا تھا
Tum ab tak munafiq dilon mein rahi ho – Urdu Poetry Tum ab tak munafiq dilon mein rahi ho mere dil ki ab o hawa mukhtalif hai تم اب تک منافق دلوں میں رہی ہومیرے دل کی آب و ہوا مختلف ہے
Ab dil ki tamanna hai to ai kaash yahi ho Aansu ki jagah aankh se hasrat nikal aaye اب دل کی تمنا ہے تو اے کاش یہی ہو آنسو کی جگہ آنکھ سے حسرت نکل آئے अब दिल की तमन्ना है तो ऐ काश यही हो आँसू की जगह आँख से हसरत निकल आए …